Custom Search

Sunday, January 11, 2009

Ahsaan hai tera dil par

Ahsaan hai tera dil par
ke ishq toone sikhaaya,
Doondha kayi baar dil ko
dariya -e- gum hi paaya Lutaaya kayi baar is dilko
humne teri khaatir, Rang teri wafa ka mere
ashko mein nazar aaya, Hoti hai band saanse
na hoga shikva kisiko Samjhenge wo ke unko
koi khwaab bura aaya ..........
 
~~SMS~~ - by Hardik Rana